Padhiye aur suniye hindi kahaniya. Hamari hindi kahaniya, naitik sandesh/ mensagem moral ko dhyan mein rakh kar tyaar ki gai hain. Hamari kahaniya gyanvardhak para hain hi, sath hi sath manoranjak bhi hain. App mein shamil ki gayi hindi kahaniya aap on-line ou offline sun sakte hain. Online kahaniya, estúdio mein record ki jati hain. Offline kahaniya, mobile ki computerized awaz mein sunai jati hain, jo ki bina internet ke suni ja sakti hain. Abhi Hindi stories ki teen shranklayein uplabdh hain: Akbar birbal stories / akbar birbal ki kahaniya Panchtantra Stories / Panchtantra ki kahaniya Sadabahar hindi kahaniya Nimnlikhit prasidh kahaniya aap sun aur padh payenge: Nai ki Sazish – Akbar Birbal Raja aur Bewkoof Bandar – Panchtantra Haathi aur Choohon ka Sardaar – Panchtantra Vyapaari ke ghar chori – Akbar Birbal Bolne Wali Gufa – Panchtantra Kachhua aur Khargosh ki daud – Sadabahaar Hindi Kahaniya Adha Inaam – Akbar Birbal Kahani Do Saampon Ki – Panchtantra Hathi Aur Chidiya – Panchtantra Akbar Ki Angoothi – Akbar Birbal Do Billiyan aur Bandar – Sadabahaar Hindi Kahaniya Har hafte, nayi kahaniya hamari shrankhala ka hissa banti hain. Nayi kahaniya, swatah hi apke mobile app mein jud jaati hain. Histórias hindi ke liye aap Hindi aur Português fonte ka chunav, settings mein kar sakte hain. Utilizadores de Jin ko Hindi padhani nahin aati, wo English font ka istemal kar ke, hindi stories ko asani se samajh aur seekh sakte hain. Kahaniya sunana hamesha se hi bachon ka pasandida entertainment raha hai. Ek samay tha jab Dada dadi nana nani bachon ko kahaniyaan sunaya karte the. Rozana raat ko bachon ko dada dadi ki kahani mein jo aanad ata thha, wo kisi aur kaam mein kahan aata tha. Chhutiyon mein Nana Nani ki kahani sunane ko milti thi to baaki dinon mein dada dadi ki kahani. Magar ab hum log Família ke bajay nuclear formato família apna rahe hain. Jisse, dada dadi nana nani ki kahani kahin kho gayi hain. O contador de histórias indiano apke liye wahi famoso hindi kahaniya fir se jeewit kar rahe hain. Agar apko hamari hindi stories pasand aati hain to 5 star ratings aur achhe comments dekar hamari team ko protsahit kijiye. सुनिए हिन्दी कहानी, The Indian Storyteller की ज़ुबानी. Modo Online: The Indian Storyteller की ज़ुबानी Modo offline: Voz Gerada pelo sistema कहानियाँ सुनना बच्चों की सबससे पसंदीदा Activity होती है. अगर कहानिया अच्छी हों तो बच्चे उसमें खो से जाते हैं. कहानियाँ जहाँ बच्चों को हँसाती हैं, गुदगुदती हैं, वहीं बच्चों को सुलाती भी है, बिल्कुल दादी नानी की तरह. कहानिया बच्चों में नैतिक मूल्यों का विस्तार करती हैं, मोरल वॅल्यूस जेनरेट करती हैं. इन सब बातों को ध्यान में रख कर ही हम कहानियों का चुनाव करते हैं. हमें पूरा विश्वास है, आपको हमारी सुनाई कहानि&350;ारी सुनाई कहानियाँ पसंद आएँगी. अकबर-बीरबल की कहानियाँ पंचतंत्र की कहानियाँ सदाबहार कहानियाँ समय समय पर हम नयी कहानियाँ शामिल करते हैं, जिसका अपडेट आप तक पहुँचता रहता है. अगर इंटरनेट उपलब्ध ना हो तो भी कोई प्राब्लम नहीं, आप हमारी कहानियों को पढ़ भी सकते हैं. बस आप हमारी App Download कीजिए और हमारी सुनाई कहानियाँ सुनिए. अगर आपको हमारी कहानियाँ पसंद आयें तो सबको बतायें और पसंद ना आयें तो हमको बतायें, हम कहानियों को बेहतर करने के लिए सदैव तत्पर रहते हैं.
Detalhes do programa
- Categoria: Educação > Ferramentas de Referência
- Editor: AsmaSoft
- Licença: Grátis
- Preço: N/A
- Versão: 2.3.1
- Plataforma: android